
Thoda Sa Lyrics – Kabir Pancholi & Shariva Parulkar
Ghalat raah par aake tham gaya
Nami si thi kyun aankhon mein yoon bhala
Likha jo tujhe naseeb mein mere
Beghana sa tha main khud ko hi pa liyaHaan dil to teri duayein maange
Tujhmein panaahein chahe
Teri baahon mein sanwar jaayeHaan dil to teri duayein maange
Tujhmein panaahein chahe
Tere bina haan yeh mar jaayeThoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Dil jo mera ghabraaye
Aakhir ab maaf bhi kar do naToone na suni kya thi dilkashi
Teri baaton pe dil phisal gaya
Teri yaadon ki kashmakash mein hi
Bechain sa hai kyun, hairan kyun khadaAadha aadha sa jee raha tha main
Tere aane se poora ho gaya
Khwaabon mein tere kho chala tha main
Baaton baaton mein ishq ho gayaHaan ab to teri duayein maangun
Tujhmein panaahein chahun
Teri baahon mein sanwar jaaunAb to teri duayein maangun
Tujhmein panaahein chahun
Tere bina ab mar jaaunThoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Dil jo mera ghabraaye
Aakhir ab maaf bhi kar do na

Kabir Pancholi & Shariva Parulkar – Thoda Sa Song Details
Song: Thoda Sa
Singer: Kabir Pancholi & Shariva Parulkar
Music Director: Neel Chhabra
Cast: Gaurav Wadhwa & Rumman Ahmed
Lyrics: Kabir Pancholi
Producer: Tinka Chhabra
Music Label: Zee Music Company