Nam Meri Aankhe Hain Lyrics – Sp Bling
Naqaab muskuraahat ka
Namm meri aankhe hain
Chalo aaj Kare tumse
chand dil ki baate hainNaqaab muskuraahat ka
Namm meri aankhe hain
Chalo aaj Kare tumse
Chand dil ki baate hainSaath hote, aaj bhi wo log jo door Ho gye
Thoda hum thoda wo, majboor Ho gye
Noor meri aankho ke the, chalaaki se
gunaah karke bhi bekasoor Ho gyeSuroor me Mai meri udaasi ke,
roti taaji mere saamne lge taste iski baasi hai
Shaabasi hai log dete mere bol pe
par jhol meri zindgi me jaise San
sattavan ka jhaansi haiPhansi hai, haan jeena ghut ghut ke
haan Ruth ke khud se hi kyu bolte hum
jhuth hain, phoot hai apno se hi
loot- saara jawaana kharoos, kuchh marr
rhe bhukh se to kisi ki thali me
ghaas-phoos aur glass me booz hai
Nas, Eminem, biggie, Tupac aur snoop mai
shabd mere dete kaano ko sukh
par sachche Mann se Mai khudme kbhi khush nai
Khud me kabhi khush nhiHaan Mila jo tu mujhe mila
jeene ka tareeka seekha
Jaana kaise ye na jana
Bura tere binn nateejaJeena ab tere bina
Badla Mera saleeka
Sona bhula Mai to sona
Roya par aankhe sukhaRutha jaise khud se Mai
Likhu jo bhi laage feeka
Yaad tujhe sath tere
Yaara maine jag jeeta
(Jag jeeta Jag jeeta)
Dekho kaise aaah
badal gyi ye zindgi
sambhal bhi sakti nhi
Akal gyi meri ye
ishk Koi bhakti nhi
Bhakti nhiNaqaab muskuraahat ka
Namm meri aankhe hain
Chalo aaj Kare tumse
chand dil ki baate hainNaqaab muskuraahat ka
Namm meri aankhe hain
Chalo aaj Kare tumse
Chand dil ki baate hain
Nam Meri Aankhe Hain Lyrics – Sp Bling
Song: Nam Meri Aakhe hain
Singer: Sp Bling (Surya Prakash Jha)
Lyrics: Surya Prakash Jha
Producers: Avkash Jha, Abhit Sharma
Music: Abhinay