Haq Hussain Lyrics – Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya & Anis Ali Sabri: Presenting the lyrics of the song “Haq Hussain” sung by Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya & Anis Ali Sabri.
Haq Hussain Lyrics – Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya & Anis Ali Sabri
Ragon mein khoon hai
Nahi sukoon hai
Sahastra kalp mein
Bhara junoon haiJulm ke khilaf
Yeh haq ki jung hai
Shamshir pe chadha
Laahu ka rang haiToofan chaal pada
Mitaane kaafila
Ali ka noor hai na
Woh navi ka chain haiHussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain hai
Hussain hai hussain hai
Imaam-e-haq hussain haiHazar laskaron pe bhaari
Nam ek hussain hai
Hussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain haiAasman pe hai adam
Jameen hai lahu se nam
Sulagti aag narm mein
Bhadak rahi hai dum badamUtha humari jism se
Lahu mein ek ubaal hai
Aaju ke waste yahan
Kadam kadam mazal haiTumhe toh ilm hi nahi
Zara bhi unke garbh ka
Baaha na de kahin tumhe
Toofan unke sabar kaBaaha na de kahin tumhe
Toofan unke saabr ka
Kehar kehar baras pada
Jidhar uthaye nain haiHussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain hai
Hussain hai hussain hai
Imaam-e-haq hussain haiHazar laskaron pe bhaari
Nam ek hussain hai
Hussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain haiHaan ali
Haan aliHar daur uthegi
Haathe liye shamshir
Har baar tootegi
Boorai ki janjirHar daur uthegi
Haathe liye shamshir
Har baar tootegi
Boorai ki janjirJung ki dahad hai
Sar pe junoon sawar hai
Naa behne ka hai dar ise
Lahu ki yeh lalkaar hai
Vivayate hussain hi mazboot haiHussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain hai
Hussain hai hussain hai
Imaam-e-haq hussain haiHussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain hai
Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya & Anis Ali Sabri – Haq Hussain Song Details
Song: Haq Hussain
Singers: Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya & Anis Ali Sabri
Movie: Khuda Haafiz 2
Music: Shabbir Ahmed
Lyrics: Shabbir Ahmed, Ayaz Kohli
Additional Vocals: Faruk Kabir
Star Cast: Vidyut Jammwal & Shivaleeka Oberoi