Chaand Lyrics – Lakhwinder Wadali: Presenting the lyrics of the song “Chaand” sung by Lakhwinder Wadali and featuring Sonia Mann.
Chaand Lyrics – Lakhwinder Wadali
Chaand baitha hua hai mere saamne
Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat haiChaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat haiTera chehra, tera chehra
Tera chehra ibaadat hai ek pyaar ki
Rab ke haathon likhi tu koyi baat haiChaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat haiTumko lagta hai tum ho sanwarte magar
Aaina hai sanwarta tumhein dekh kar
Tumko lagta hai tum ho sanwarte magar
Aaina hai sanwarta tumhein dekh karChalte firte, chalte firte
Chalte firte yun hi tum nahi mil gaye
Sau janam ki duaon ki saugaat haiChaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat haiDekhta hoon main jab aasman ki taraf
Woh raqeebon ke jaise hai takta mujhe
Dekhta hoon main jab aasman ki taraf
Woh raqeebon ke jaise hai takta mujheLaakh baatein, laakh baatein
Laakh baatein ho achhi kanhaiya mein par
Radha rani mein bhi to koyi baat haiChaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Lakhwinder Wadali – Chaand Song Details
Song: Chaand
Singer: Lakhwinder Wadali
Featuring: Sonia Mann
Lyrics: Devendra Kafir
Composed by: Lakhwinder Wadali & Vikram Nagi
Music: Vikram Nagi
Music Label: Zee Music Company