Kya Hota Lyrics – Romaana

Kya Hota Lyrics - Romaana
Kya Hota Lyrics - Romaana

Kya Hota Lyrics – Romaana: Presenting the lyrics of the song “Kya Hota” sung by Romaana and featuring Anjali Arora. The music of this song is given by Jaani.

Kya Hota Lyrics – Romaana

Wo, Ankhiya-Ch Paani Laike
Dard Kahaani Laike
Ankhiya-Ch Paani Laike
Dard Kahaani Laike
Kisi Gali Mod Pe Maraa Hota

Wo, Ankhiya-Ch Paani Laike
Dard Kahaani Laike
Kisi Gali Mod Pe Maraa Hota

Jaaniya….

Agar Tu Na Hota To
Mera Kya Hota
Agar Tu Na Hota To
Mera Kya Hota

Kisi Shayar Ki Baddua Hota

Agar Tu Na Hota To
Mera Kya Hota
Kya Hota

Noor Vi Enna ke Tauba Ji Tauba
Tauba Tauba Ne Teriyaan Adaavan
Dil Ni Bharda Ke Ji Mera Karda
Vekhi Jaavan Main Tennu Dekhi Jawaan

Gulaabi Aankhen Hai
Chandani Raatein Hai
Gulaabi Aankhen Hai
Chandani Raatein Hai

Kaash Tu Pahle Hi Mila Hota

Agar Tu Na Hota To
Mera Kya Hota
Agar Tu Na Hota To
Mera Kya Hota
Kya Hota

Jo Teri Khushboo Hai
Khushboo Bhi Aisi Ke
Aisi To Khushboo Gulaab Me Nahi

Wo, Jitna Teri Baaton Me
Nasha Hai Jaan-E-Jaan
Utna Nasha To Sharaab Me Nahi

Shayar Badeya Par
Dil Ki Reh Gaye Sa Ni
Jaani Te Jaani Ae
Koi Jaani Jaisa Nahi

Ab Ni Dooja Nasha Hota

Agar Tu Na Hota To
Mera Kya Hota
Agar Tu Na Hota To
Mera Kya Hota
Kya Hota

Romaana – Kya Hota Song Details

Song: Kya Hota
Singer: Romaana
Featuring: Anjali Arora
Composer: Jaani
Lyricist: Jaani
Music Producer: Hunny Bunny