Maati Ko Maa Kehte Hain Lyrics – Sonu Nigam & Rochak Kohli: Presenting the lyrics of the song “Maati Ko Maa Kehte Hain” from the Movie Mission Majnu sung by Sonu Nigam & Rochak Kohli.
Maati Ko Maa Kehte Hain Lyrics – Sonu Nigam & Rochak Kohli
Hum India hai
Hum nafrat pe nahin
Pyaar pe palte haiAmber tale jag rahe
Hum tere aanchal tale rahte hai
Duniya mein hum hi akele hai
Jo maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte haiJaage tere liye saari umar
Tu hi aana sulane humein
Sar tera uncha rahe Aye vatan
koi jane na jaane humein
Koi jane na jaane humeinHo khushboo ke jaise hawao mein hum
Gum-naam se behate hai
Duniya mein hum hi akele hai
Jo maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte haiAye maa bharosa rakhna Apni santano par
Hum tiranga gad denge aasmano par
Dushmano sun lo hume jhukna nahin aata
Tumhari goliya kam hai
Humari chhatiyan jydaHumare naam par dholak bajegi
Do jahano mein
Marenge yu ki hum zinda rahenge dastano mein
Hindustaa ko naaz hoga
Hum deewano par
Hum Tiranga Gaad denge aasmano parJismo pe vardi naa kandhe sitare
Jismo pe vardi naa kandhe sitare
Naa jhande jhukenge
Jikar pe humarePar jaa nisaare ki jab baat hogi
Aage milenge kataro mein hum
To kya zamee pe rahe naa rahein
Muskurayenge taro mein hum
Muskurayenge taro mein humWo bagh hansta rahe
Hum jise hindusta kahte hai
Duniya mein hum hi akele hai
Jo maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte haiHum maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte hai
Hum maati ko maa kehte hai
Sonu Nigam & Rochak Kohli – Maati Ko Maa Kehte Hain Song Details
Song: Maati Ko Maa Kehte Hain
Singers: Sonu Nigam & Rochak Kohli
Movie: Mission Majnu
Music Composer: Rochak Kohli
Lyrics: Manoj Muntashir
Music Production, Mix & Master: Aditya Dev
Music Supervisor: Azeem Dayani