Ek Lota Jal (Shivratri Special) Lyrics – Kishan Bhagat

Ek Lota Jal (Shivratri Special) Lyrics - Kishan Bhagat
Ek Lota Jal (Shivratri Special) Lyrics - Kishan Bhagat

Ek Lota Jal (Shivratri Special) Lyrics – Kishan Bhagat: Presenting the lyrics of the song “Ek Lota Jal (Shivratri Special)” sung by Kishan Bhagat. The music of this song is given by Pankaj Budhrani.

Ek Lota Jal (Shivratri Special) Lyrics – Kishan Bhagat

Ek Lota Jal

Kaise Kehdo Ki Meri Har Ek Dua Beshar Ho Gayi
Aur Jab Jab Bhi Mai Roya Baba Tujhko Khabar Ho Gayi
Dekhke Pyaar Tera Mera
Dekhke Pyaar Tera Mera
Iss Duniya Se Kinara Ho Gaya
Aur Pata Chla Hi Nhi Kab Tujse Pyaar Ho Gaya

Ho Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya

Ho Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mere Dil Kho Gaya
Ho Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mere Dil Kho Gaya

Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya

Ho Bhakti Karke Teri Baba Aaya Mujhme Bal
Bhakti Karke Teri Baba Aaya Mujhme Bal
Ho Jaise Tunne Dhala Baba Mai Bhi Gaya Mai Dhal
Jaise Tunne Dhala Baba Mai Bhi Gaya Mai Dhal

Ho Saari Samsya Ka Hal
Baba Ek Lota Jal
Saari Samsya Ka Hal
Baba Ek Lota Jal

Ho Saari Samsya Ka Hal
Baba Ek Lota Jal
Saari Samsya Ka Hal
Baba Ek Lota Jal

Ho Mere Shiv Ko Chdhao Koi Ek Lota Jal
Mere Shiv Ko Chdhao Koi Ek Lota Jal
Ho Mere Bhole Ko Chdhao Koi Ek Lota Jal

Inko Jal Chdhane Se Chamatkaar Ho Gaya
Inko Jal Chdhane Se Chamatkaar Ho Gaya
Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mere Bhole Baba Se Mujhe Pyaar Ho Gaya

Haaaaa Ji….

Saare Dukho Ka Upaye Bolo Om Namah Shivaye
Saare Dukho Ka Upaye Bolo Om Namah Shivaye
Ho Saare Dukho Ka Upaye Bolo Om Namah Shivaye
Saare Dukho Ka Upaye Bolo Om Namah Shivaye

Jo Bole Om Namah Shivaye
Uske Dukh Mit Jaye
Jo Bole Om Namah Shivaye
Uske Dukh Mit Jaye

Ho Saare Dukho Ka Upaye Bolo Om Namah Shivaye
Saare Dukho Ka Upaye Bolo Om Namah Shivaye

Kisi Ka Dil Na Dukhao
Na Kisi Ko Tum Rulao
Kisi Ka Dil Na Dukhao
Na Kisi Ko Tum Rulao
Na Lo Kisi Ki Haaye…

Saare Dukho Ka Upaye Bolo Om Namah Shivaye
Saare Dukho Ka Upaye Bolo Om Namah Shivaye
Ho Saare Dukho Ka Upaye Bolo Om Namah Shivaye
Saare Dukho Ka Upaye Bolo Om Namah Shivaye

Pagal Pagal Kehti Mujhe Duniya Ye Saari
Pagal Pagal Kehti Mujhe Duniya Ye Saari
Mujhe Tere Naam Ki Ho Gayi Bimari
Mujhe Tere Naam Ki Ho Gayi Bimari

Ho Log Mujhe Raat Din Marte Ye Tanna Hai
Ye Dekho Ye Dekho
Ye Dekho Bhole Ka Diwana Chla Aaya Hai
Ye Dekho Bhole Ka Diwana Chla Aaya Hai
Ye Dekho Bhole Ka Diwana Chla Aaya Hai
Ye Dekho Bhole Ka Diwana Chla Aaya Hai

Koi Pagal Hai Dhan Dulat Ka
Koi Pagal Paise Naari Ka
Koi Pagal Hai Dhan Dulat Ka
Koi Pagal Paise Naari Ka

Koi Pagal Hai Dhan Dulat Ka
Koi Pagal Paise Naari Ka
Koi Pagal Hai Dhan Dulat Ka
Koi Pagal Paise Naari Ka

Aur Sacha Pagal Whi Hai
Jo Pagal Bhole Bhandari
Pagal Bhole Bhandari
Pagal Bhole Bhandari

Ho Chahe Kitna Kama Lo Paisa
Khi Na Milega Tumko Chain
Jab Task Nhi Phochoge
Uss Mahakaal Nagri Ujjain
Mahakaal Nagri Ujjain

Wo Sukoon Nhi Milta Koi Dwa Ya Duao Mein
Sukoon Nhi Milta Koi Dwa Ya Duao Mein
Wo Sukoon Nhi Milta Koi Dwa Ya Duao Mein
Sukoon Nhi Milta Koi Dwa Ya Duao Mein

Jo Sukoon Milta Hai Ujjain Ki Khuli Ki Hwao Mein
Sukoon Milta Hai Ujjain Ki Khuli Ki Hwao Mein
Sukoon Milta Hai Ujjain Ki Khuli Ki Hwao Mein
Sukoon Milta Hai Ujjain Ki Khuli Ki Hwao Mein

Ho Meri Aayi Bla Ko Taal Mere Baba Mahakaal
Meri Aayi Bla Ko Taal Mere Baba Mahakaal
Ho Meri Aayi Bla Ko Taal Mere Baba Mahakaal
Meri Aayi Bla Ko Taal Mere Baba Mahakaal

Kripa Teri Aesi Koi Kare Kya Baka Baal
Mere Baba Mahakaal
Baba Mahakaal Baba Mahakaal
Mere Baba Mahakaal Mere Baba Mahakaal
Mere Baba Mahakaal Mere Baba Mahakaal
Mere Baba Mahakaal Mere Baba Mahakaal
Mere Baba Mahakaal Mere Baba Mahakaal

Kishan Bhagat – Ek Lota Jal (Shivratri Special) Song Details

Song: Ek Lota Jal (Shivratri Special)
Singer & Writer: Kishan Bhagat
Studio: KB Recording Studio
Music: Pankaj Budhrani