Hussle and Motivate Lyrics – Rob C
Yeah Rob C
Harsh on the beat ManKhud ego rakhne waale kehte mujhme badi ego hai
Naam kare Pop mera jaise beere Migos hai
Lagti hai aag inhe, bujhti na bushfire
Karein line cross, tabhee nahi hoga ceasefire
Ghari daalu ya na daalun, haters ke liye waqt nahi
Rabb ko main maanta par bhed waala bhakt nahi
Border paar baje gaane, chahne waale saekdon
Mujhe use karne waalo ko dustbin mein phenk do
Wo karna chahti baat, uski ego nahi maanti
Mujhse behtar mujhe uski friends hain jaanti
Baatein bohat saari, usse zyaada afwaahein hai
Failaate bhi wahee hain jo andho mein kaane hainAll I’m tryna do is just
Hussle and Motivate
Hussle and Motivate!
All I’m tryna do is just
Hussle and Motivate!
Hussle and Motivate!Milaate mujse haath kyonki padta milaana hai
Chahte mera khaatma hansi toh bahaana hai
Main paida hua nahi kal, main aana waala kal
Aur filhaal kha raha hoon mehnat waala fal
4 din waala fame nahi, ye hustle bohat puraani hai
Aaj bachon ko yaad mere gaane mooh zubani haiAb waqt wo aaya jo pata hai tumhe
Gaane ke end mein aana hi tha
Meri life ki tarah chhote ess flow mein
Change toh mujhko laana hi tha
Mushkilein bahoot par kabhi nahi roya
Kuch palon ke liye kaafi ghante ni soya
Sapno ke haar ko haathon se piroya
Aaj fasal ye meri jiska beej maine boya
Ban gaya deeth aur chhodi ni Umeed
Khoya khud ko par bani meri kheer
Maine chhode Killshot nahi hawa waale teer
2Pac ki tarah bas dhoondu apni HeerAll I’m tryna do is just
Hussle and Motivate
Hussle and Motivate!
All I’m tryna do is just
Hussle and Motivate!
Hussle and Motivate!Yeah Rob C
Yeah Chandigarh
172 Lagda Banu Kuch
Yeah Yeah
Rob C – Hussle and Motivate Song Details
Song: Hussle and Motivate
Singer: Rob C