Jaana Lyrics – Stebin Ben

Jaana Lyrics - Stebin Ben
Jaana Lyrics - Stebin Ben

Jaana Lyrics – Stebin Ben: Presenting the lyrics of the song “Jaana” sung by Stebin Ben and featuring Kamya Chaudhary.

Jaana Lyrics – Stebin Ben

Tujhe Gale Se Lagana Hai
Baarish Mein
Aur Poora Bheeg Jaana Hai
Baarish Mein

Tujhe Chhu Ke Sharmana Hai
Baarish Mein
Aur Tere Saath Nahana Hai
Baarish Mein

Jaana Jaana, Jaana Jaana

Oh Aashiq Thode Hote Hain
Joh Darr Ke Andar Hote Hain
Joh Saawan Ke Mahine Mein Bhi
Ghar Ke Andar Hote Hain

Tere Haathon Ka Khaana Hai
Baarish Mein
Aur Poora Bheeg Jaana Hai
Baarish Mein

Tujhe Chhu Ke Sharmana Hai
Baarish Mein
Aur Tere Saath Nahana Hai
Baarish Mein

Jaana Jaana, Jaana Jaana

Tu Mere Saamne Hai
Kya Nazaara Hai
Kya Nazaara Hai
Kya Nazaara Hai

Tu Mere Saamne Hai
Kya Nazaara Hai
Yeh Paani Ki Boondon Ka
Khel Hai Sanam

Oh Tera Mera Milna Koyi
Aam Baat Nahi
Yeh Raadha Aur Krishna Ka
Mel Hai Sanam

Oh Khwaab Mere Khayal Mere
Bahot Hote Hain
Jitne Paas Aankhon Ke
Honth Hote Hain

Tere Utne Paas Aana Hai
Baarish Mein
Jaani Ka Gaana Gaana Hai
Baarish Mein

Tujhe Chhu Ke Sharmana Hai
Baarish Mein
Aur Tere Saath Nahana Hai
Baarish Mein

Jaana Jaana, Jaana Jaana

Oh Haaye Kisi Film Ka
Scene Lagega
Scene Lagega
Scene Lagega

Oh Haaye Kisi Film Ka
Scene Lagega
Ke Baadal Yun Garje Ke
Bhaag Aao Tum

Haaye Itni Zorr Se
Chamki Bijliyan
Ke Darr Ke Maare Mere Gale
Lag Jaao Tum

Bahana Yun Banana Hai
Baarish Mein
Aur Khuda Ko Manana Hai
Baarish Mein

Chaandni Chillana Hai
Baarish Mein
Aur Tere Saath Nahana Hai
Baarish Mein

Jaana Jaana, Jaana Jaana

Stebin Ben – Jaana Song Details

Song: Jaana
Singer: Stebin Ben
Featuring: Kamya Chaudhary
Lyrics/Composer: Jaani
Music: Hunny Bunny