Maine Pyar Kyun Kiya Lyrics – Mohammed Irfan

Maine Pyar Kyun Kiya Lyrics – Mohammed Irfan: Presenting the lyrics of the song “Maine Pyar Kyun Kiya Lyrics” sung by Mohammed Irfan, released 15 March 2019.

Maine Pyar Kyun Kiya Lyrics – Mohammed Irfan

Dard bana har livash mera
Ab ghum ko odh ke sota hoon

Maayusiyon ke bistar pe
Khamosh hoke rota hoon
Sochta hoon sada
Maine pyaar kyun kiya?
Aitbaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?

5-6-7-Go!

Mere sisakne ki sadayein
Kaash hawa ye sun leti
Mere sisakne ki sadayein
Kaash hawa ye sun leti
Bechainiyon ke baago mein mere
Raat ki kaliyan bun deti

Ishq ki nakaami ko ab main
Sir pe leke dhoota hoon
Sochta hoon sada
Maine pyaar kyun kiya?
Aitbaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?

Maine Pyar Kyun Kiya Lyrics - Mohammed Irfan

Maine Pyar Kyun Kiya Song Details:

Song Name:  Maine Pyar Kyun Kiya
Singer:  Mohd. Irfan
Lyrics: Sanjit Nirmal
Music:  Dushyant-Ashish Donald
Movie:  Risknamaa
Song Label:  Kirti Motion Pictures
Release Date:  March 15, 2019