
Pyar Ki Kahani Lyrics – Varun Bharathi
Yeh kahani suno…
Jo hai unkahi…
Raaja hai wo
Hai wo ek pariPyar mein doobi hui jodi ki baat hai
Ik dooje ke liye hi bane ye khuda ki karamaat haiYeh kahani suno
Jo hai unkahi
Raaja hai wo
Hai ik wo pariIshq karne mein in dono ke iraade
Khurapaat hai Khurapaat haiLadte hai wo haan jhagdatein hai wo
Aur pyar bhi poora karte hai wo
Kalki na soche na darte hai wo
Raahein kuch bhi ho aage badhatein hai woLadte hai wo haan jhagdatein hai wo
Aur pyar bhi poora karte hai wo
Kalki na soche na darte hai wo
Raahein kuch bhi ho aage badhatein hai woYeh kahani suno
Jo hai unkahi
Raaja hai wo
Hai ik wo pariIshq karne mein in dono ke iraade
Khurapaat hai Khurapaat hai

Varun Bharathi – Pyar Ki Kahani Song Details
Song: Pyar Ki Kahani
Movie: Beautiful
Singer: Varun Bharathi
Music: Karan Bharati
Lyrics: Taruna Khanagwal
Starring: Parth Suri & Naina Ganguly