
Qismat Ki Hawa Kabhi Naram Lyrics – C Ramchandra: Presenting the lyrics of the song “Qismat Ki Hawa Kabhi Naram” from the Movie Albela sung by C Ramchandra.
Qismat Ki Hawa Kabhi Naram Lyrics – C Ramchandra
Kabhi Kaali Ratiyaa Kabhi Din Suhaane
Kismat Ki Baate Toh Kismat Hi Jaane
O Beta Ji O Beta Ji
Are! O Baabu Ji
Kismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Kismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Bade Akad Se Beta Nikale Ghar Se Actor Hone
Wah! Re Kismat
Wah! Re Kismat Kismat Mein The Likhe Bartan Dhone
Are Bhai Likhe Bartan Dhone
O Beta Ji
Jeene Ka Mazaa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Are! O Baabu Ji
Kismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Duniya Ke Is Chidiyaa Ghar Me Tarah Tarah Ka Jalwa
Mile Kisi Ko Sukhi Roti Kisi Ko Puri Halwa
Are Bhai Kisi Ko Puri Halwa
O Beta Ji
Khichadi Kaa Mazaa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Are! O Baabu Ji
Kismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Dard Diya To Thoda Thoda Khushi Bhi Thodi Thodi
Wah! Re Maalik Waah Re Maalik
Dukh Aur Sukh Ki Khub Banayi Jodi
Are Waah! Khub Banayi Jodi
O Beta Ji
Jeewan Ka Nasha Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Are! O Baabu Ji
Kismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
C Ramchandra – Qismat Ki Hawa Kabhi Naram Song Details
Song: Qismat Ki Hawa Kabhi Naram
Singer: C Ramchandra
Movie: Albela
Music Director: C Ramchandra
Director: Bhagwan Dada
Lyricist: Rajendra Krishna
Music Label: Shemaroo Filmi Gaane
Qismat Ki Hawa Kabhi Naram Song – FAQS
Who sung the “Qismat Ki Hawa Kabhi Naram” song?
“Qismat Ki Hawa Kabhi Naram” Song is sung by “C Ramchandra”.
Who Written the “Qismat Ki Hawa Kabhi Naram” song?
“Qismat Ki Hawa Kabhi Naram” Song Lyrics are written by “Rajendra Krishna”.
Which Music Company is released “Qismat Ki Hawa Kabhi Naram” song?
“Qismat Ki Hawa Kabhi Naram” Song is Released under the Label “Shemaroo Filmi Gaane”.