Saawan Ki Boondein Lyrics – Stebin Ben

Saawan Ki Boondein Lyrics - Stebin Ben
Saawan Ki Boondein Lyrics - Stebin Ben

Saawan Ki Boondein Lyrics – Stebin Ben: Presenting the lyrics of the song “Saawan Ki Boondein” sung by Stebin Ben and starring Mohsin Khan & Priyanka Khera.

Saawan Ki Boondein Lyrics – Stebin Ben

Inaayat Aisi Huyi Mujh Par
Dua Ban Ke Mila Hai Tu

Inaayat Aisi Huyi Mujh Par
Dua Ban Ke Mila Hai Tu
Kiye Sajde Adaa Rab Ke
Meri Chahat Ka Sila Hai Tu

Asar Tera Hai Iss Qadar
Asar Tera Hai Iss Qadar

Baraste Saawan Ki Boondein
Mujhe Yaad Aati Hain Aksar
Jo Tere Sang Bitaye Pal
Rahenge Yaad Sada Dilbar

Baraste Saawan Ki Boondein
Mujhe Yaad Aati Hain Aksar
Jo Tere Sang Bitaye Pal
Rahenge Yaad Sada Dilbar

Bechainiyon Mein Bhi Chain Aaya
Jab Se Qareeb Maine Tujhko Hai Paaya

Ho Bechainiyon Mein Bhi Chain Aaya
Jab Se Qareeb Maine Tujhko Hai Paaya
Meri Subah Hai Raushan Tujhse
Saath Mere Rehna Tu Ban Ke Saaya
Saath Mere Rehna Tu Ban Ke Saaya

Fira Main Kis Tarah Dar Dar
Tujhe Paane Ko Humsafar

Baraste Saawan Ki Boondein
Mujhe Yaad Aati Hain Aksar
Jo Tere Sang Bitaye Pal
Rahenge Yaad Sada Dilbar

Baraste Saawan Ki Boondein
Mujhe Yaad Aati Hain Aksar
Jo Tere Sang Bitaye Pal
Rahenge Yaad Sada Dilbar

Stebin Ben – Saawan Ki Boondein Song Details

Song: Saawan Ki Boondein
Singer: Stebin Ben
Music: Rashid Khan
Featuring: Mohsin Khan & Priyanka Khera