
Sajda Karu Lyrics – Stebin Ben
Sajda karu Rab ka jahaan
Aati hai bann ke tu duaa wahaanSajda karun Rab ka jahaan
Aati hai bann ke tu duaa wahaan
Musalsal tere khayal me behaal rehta hoon
Main khud dil se kabhi kabhi sawal karta hoon
Meri raahein teri raahon se kyun juda judaChale aao, chale aao
Mere hardum chale aao
Chale aao, chale aao
Hai aankhein num chale aaoKitni haseen hai awaargi
Karwat badalti deewangi, haaye
Tanhaai ke silsile jab mit jayenge
Ek aahat pe lut jaayengeNigaahon mein qayamat ki bedaari hai
Yeh kaisi tumse milne ki taiyari hai
Teri yaadon se tarbatar ye raat dhal jaaye
Muqaddar meri panaah ka zara badal jaaye
Khada main yun kahaan ho ghum
Sun lo meri sadaaChale aao, chale aao
Mere hardum chale aao
Chale aao, chale aao
Hai aankhein num chale aaoDil aarzoo ka dariya lage
Yeh aashiqui ka zariya lage haaye
Takte hai hum iss umeed se teri raahein
Aankhon mein khwaab khwaab mein aankhein
Jo tera le le ke zubaan chhil jaati hai
Hawaaon se teri tasveer tab mil jaati haiFizaa hoon main mujhe meri bahaar mil jaye
Tadapte dil ko ab zara qaraar mil jaye
Mera yeh dil teri manzil yehi safar teraChale aao, chale aao
Mere hardum chale aao
Chale aao, chale aao
Hai aankhein num chale aao
Sajda Karu song – Stebin Ben Details:
