Sardi Ka Mausam Lyrics – Arjun: Presenting the lyrics of the song “Sardi Ka Mausam” sung by Arjun. The music of this song is given by Lakshay & Siddharth Singh.
Sardi Ka Mausam Lyrics – Arjun
Sardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teriTenu leh ke main pahada val jaava
Gane tere li main sohne sohne gava
Sachi mujpe hain jadoo firre karta
Teri ankhon pe joh zulfon ka parda
Haaye tera surma
Surme ne jaan hi leli
Sardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teriTera naam pata maloom kare
Maine titliyo se kal bat kari
Sun baat ye baadal jhoom pade
Barsaat yaha uss raat padiAur barf giri thi shehar tere
Meri gali mei bhi thand badhne laagi
Koi dhun thi adhuri kirat ki
Jb hawa chali woh bhi bn ne laagi
Tere khyalo se bnaya maine pyaar tabhi
Mere hathon ne uthaya tha guitar
Guitar bhi jhooma
Jab dhun maine woh chhediSardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teriSardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teriChup chup rehti
Wo akhon se shararti si
Ankho ke nashe ko
Sidha dil mei utartiJharne ka paani
Woh baatein sitaaro ki
Deti khushi jaise
Maggie pahado kiBarish ki khushbu si
Dil ke sukoon jaisi
Pariyo ko dekho toh
Haan hubahu waisiHaste hi muft mein le gyi woh dil ko
Kya log honge wo milti hai jinkoMeri raatein hi mita gyi jis shaam mili
Le ke hothon pe wo jab mera nam
Woh nam kya le gayi
Bss le gayi jaan woh meriSardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teriSardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teri
Arjun – Sardi Ka Mausam Song Details
Song: Sardi Ka Mausam
Singer: Arjun
Lyrics: Kirat Gill
Music: Lakshay & Siddharth Singh
Composer: Kirat Gill, Lakshay & Siddharth Singh
Music Production: SubTrax