
Tanha Hun Main Lyrics – Manoj Tiwari & Akshara Singh: Presenting the lyrics of the song “Tanha Hun Main” sung by Manoj Tiwari & Akshara Singh.
Tanha Hun Main Lyrics – Manoj Tiwari & Akshara Singh
Sa sa ni sa re ga ma
Ga re ga sa sa ni sa
Sa re sa re ga ma
Ga re ga sa sa niHai dhoop meri zindagi
Mujhe saaye ki darkar hai
Aayega mausam ishq ka
Dhadkano ko aitbar haiHai dhoop meri zindagi
Mujhe saaye ki darkar hai
Aayega mausam ishq ka
Dhadkano ko aitbar haiTanha hun main tanhai mein
Khud ko kaise sambhalunTum bolo to tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loonTum bolo to tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loonSa sa ni sa re ga ma
Ga re ga sa sa ni saSa re sa re ga ma
Ga re ga sa sa ni
Gaanv mein kisi ko bhi yeh pata nahi
Ke main bas tum pe marta hoon
Tu ik dafa dikh jaaye sau dafa teri
Isliye gali se ghuzarta hoonMain bas tere liye sanwarta hoon
Main bas tere liye sanwarta hoonTum bolo to tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loonTum bolo to tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loonSa sa ni sa re ga ma
Ga re ga sa sa ni sa
Sa re sa re ga ma
Ga re ga sa sa niRoz dekhna chahta hoon
Tumhein aaine ki tarah
Par yeh baat bhi tumko
Main kabhi keh na sakaRoz dekhna chahta hoon
Tumhein aaine ki tarah
Par yeh baat bhi tumko
Main kabhi keh na sakaTumse jo doori hai
Nahi ab zaroori hai
Ho ijazat jo tumhari to
Dooriyan saari mita loonTum bolo to tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loonTum bolo to tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loon
Manoj Tiwari & Akshara Singh – Tanha Hun Main Song Details
Song: Tanha Hun Main
Starring: Manoj Tiwari & Akshara Singh
Introducing Singer: Krishna Mittal
Music: Ajay Jaiswal
Lyrics: Lado Suwalka
Music Label: T-Series