
Yeh Mann Lyrics – Aakanksha Sharma
Kabhi kabhi udne ko karta mann mera
Kabhi kabhi bewajah hi muskurane lage
Kabhi kabhi aainon se baatein kar raha
Kabhi kabhi geet koyi gungunane lageTeri chahat hai ya sohbat
Kuchh samajh na aa rahaYeh mann banwra huye hi ja raha
Yeh mann banwra huye hi ja raha
Yeh mann banwra huye hi ja rahaSajne lagi hoon, sanwarne lagi hoon
Bina baat yoon hi hasne lagi hoon
Nahi hosh mujhko na fikar koyi
Mil jaaye tera zikar koyiJaane kyun aahein bharne lagi hoon
Mujhpe ab tera nasha hai chha rahaYeh mann banwra huye hi ja raha
Yeh mann banwra huye hi ja raha
Banwra huye hi ja raha
Yeh mann banwra huye hi ja raha

Aakanksha Sharma – Yeh Mann Song Details
Song: Yeh Mann
Singer: Aakanksha Sharma
Music: Kapil Jangir
Starring: Jannat Zubair
Lyrics: Dhanraj Dadhich
Music Label: Zee Music Company